Mhfel jami jab yaroon ki mujh ko bhi bulaya tha
Kesy na jaaty ham
Un ki qasmen de kar bulaya tha
Jab kuch kehny ko boola gya to khyal un ka hi aya
Phir lafz lafz joorr k mene dil ka dard sunaya
Tab ansu uski yadon men na na karty bhi nikal gye
Jo samjhy wo khamosh rhy
Baqi wah wah krty nikal gye