Choti c love story
Ek dada Or dadi ne
Apni jawani k dino ko Phir se yaad kar k manane ka socha
Unho ne faisla kia k ham phir darya kinary milen ge
Dada subha jaldi uth kar teyar ho k
gulab le kar pohanchy par dadi nahi aai
Dada gusse me ghar pohanch
tum aai nahi main intzar karta raha tuhamra
Dadi ne sharma kar kaha
maa ne jane nahi diya